Kisi aur ke baho mein rahakar
Wo humse wafa ki bate karte hai
Ye kaisi chahat hai yaro,
Wo bewafa hai jankar bhi,
HUM UNHI SE PYAR KARTE HAI..
Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
jo in tanhayion se ho gayi hai..!
Muddat ke baad mile toh mera naam hi poochh leeya
Fraaz!!!
Rukhsat ke waqt jisne kaha tha..
Tum bahut yaad aaoge.
Intjaar mein
intjaar ka bhi
intjaar naa raha..
to kya hua pyaar to hai,
chaahe aitbaar na raha.
Kya hoon main aur kya samajhte hai,
Sab raaz nahi hote batane wale,
Kabhi tanhaiyo mein aakar dekhna,
Kaise rote hai sabko hasane wale.
Some Time We Fail to Understand..
the Feelings of very Close People in our Life.
Because a Book held very Nearer to Eyes is very Difficult to read.
Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
0 comments:
Post a Comment