Hindi Friendship Shayari





Hindi Friendship Shayari


Asmaan par jitne tare hain
Ankhon mein jitne ishare hain
Samander ke jitne kinare hain
Utne screw dheele tumhare hain.

 *************************

Yeh mat sochna ke bhool jayenge tumhe,
Door rehkar bhi bahut chahenge tumhe,
Agar dost bankar raas na aaye,
To bhoot bankar darayenge tumhe. 
 ***************************

Kabhi ankahi baaton ki ada hai Dosti,
Kabhi Gam ki dawa hai Dosti,
Kami hai Pujne walon ki,
Warna zameen par khuda hai DOSTI.
Be Friends Forever!
 **********************

Jindgi Ke Kuch Lamhe Yaadgar Hote Hain
Yaadon Mein Kuch Dost Khas Hote Hain
Yoon To Vo Dur Hote Hain Nazron Se
Par Unke Ehsaas Hamesha Dil Ke Paas Hote Hai.
*******************************

Koshish Kijiye Hame Yaad Karne Ki,
Lamhe To Apne Aap Hi Mil Jayenge,
Tamanna Kijiye Hame Milne Ki
Bahane To Apne Aap Hi Mil Jayenge.
***************************

Agar talash karo to koi mil hi jayega,
Magar hamari tarah dosti kaun nibhayega,
Mana kami nahin tumhe dosto ki,
Magar kya hamari jagah koi le payega.
___________@__________ 


 Koshish Kijiye Hame Yaad Karne Ki,
Lamhe To Apne Aap Hi Mil Jayenge,
Tamanna Kijiye Hame Milne Ki
Bahane To Apne Aap Hi Mil Jayenge.
****************************

Agar talash karo to koi mil hi jayega,
Magar hamari tarah dosti kaun nibhayega,
Mana kami nahin tumhe dosto ki,
Magar kya hamari jagah koi le payega.
************************

Asmaan par jitne tare hain
Ankhon mein jitne ishare hain
Samander ke jitne kinare hain
Utne screw dheele tumhare hain.
***************************

Yeh mat sochna ke bhool jayenge tumhe,
Door rehkar bhi bahut chahenge tumhe,
Agar dost bankar raas na aaye,
To bhoot bankar darayenge tumhe.
************************

Kabhi ankahi baaton ki ada hai Dosti,
Kabhi Gam ki dawa hai Dosti,
Kami hai Pujne walon ki,
Warna zameen par khuda hai DOSTI.
Be Friends Forever!
*****************************

Jindgi Ke Kuch Lamhe Yaadgar Hote Hain
Yaadon Mein Kuch Dost Khas Hote Hain
Yoon To Vo Dur Hote Hain Nazron Se
Par Unke Ehsaas Hamesha Dil Ke Paas Hote Hai…
____________@___________





0 comments: